Posts

Showing posts from November, 2024

Mere Dholna 3.0" Lyrics in English - Sonu Nigam ft Amaan Mallik Pritam

  Adapted / Reprised from the original Song ‘Ami Je Tomar’ composed by Pritam Chakraborty from Bhool Bhulaiyaa 1. Dholna 3.0 lyrics in Hindi sung by Sonu Nigam from the movie Bhool Bhulaiyaa 3. This song is written by Sameer and the music composed by Amaal Mallik, Pritam. Starring Kartik Aaryan, Vidya Balan, Madhuri Dixit and Tripti Dimri. Album/Movie Mere Dholna 3.0 (Sonu Nigam Version) [From "Bhool Bhulaiyaa 3"] Music Composer Amaal Mallik, Pritam Singer Amaal Mallik, Sonu Nigam, Sameer, Pritam Release Date Nov 04, 2024 Duration 04:26 Language Hindi Label © T-Series Bhola bhala tha seedha saadha tha Main to naadaan tha Duniadari se hoshiyari say Main to anjaan tha Lagi chot esi mere bhole dil pe Bikhar sa gaya toot ke Jo dhaage se chhoota yeh rishton ka moti Judega na ab chhut ke Zahreelay sapne ne mere hi apnon ne Mujhko hai khokha diya Mere dhol na sun mere dard ki dhun Mere dholna sun meri nafrat tou fizaa...

Mere Dholna 3.0 Lyrics in Hindi

  Mere Dholna 3.0 Lyrics in Hindi – Sameer भोला भला था सीधा साधा था मैं तो नादान था दुनियादारी से होशियारी से मैं तो अंजान था लगी चोट ऐसे ही मेरे भोले दिल पे बिखर सा गया टूट के जो धागे से छूटा ये रिश्तों का मोती जुड़ेगा ना अब छुट के जहरिले सपने ने मेरे ही अपनों ने मुझको है खोखा दिया मेरे ढोल ना सुन मेरे दर्द की धुन मेरे ढोलना सुन मेरी नफ़रत तू फ़िज़ा में बहेगी ज़िंदा रहेगी हो कर फ़ना ता नी धा ना धूम ता नी धा नी धूम ता नी धा ना धूम ता नी धा नी धूम आधा अदुरा था बदन ये मेरा एक गर्ग था जो घर था मेरी जन्नत एक नर्क था आधा अद्भुत था बदन ये मेरा एक गर्ग था जो घर था मेरी जन्नत एक नर्क था ये तख्त ताज सब तेरे हैं मैं तो चला के छोड़ूंगा जिंदा बचेगा ना कोई सबको मिटा के छोड़ूंगा ये जिस्म ख़तम होता है ये रूह तो नहीं मरती चाहे कोई सितमगर हो ये रूह तो नहीं डरती

Aaj Ki Raat Lyrics in English-

Image
Aaj Ki Raat Lyrics Thodi fursat bhi meri jaan kabhi Baahon ko deejiye Thodi fursat bhi meri jaan kabhi Baahon ko deejiye Aaj ki raat maza husn ka Aankhon se leejiye Aaj ki raat maza husn ka Aankhon se leejiye Waqt barbaad na bin baat ki Baaton mein keejiye Waqt barbaad na bin baat ki Baaton mein keejiye Aaj ki raat maza husn ka Aankhon se leejiye Aaj ki raat maza husn ka Aankhon se leejiye Jaan ki qurbaani Le le dilbar jaani Tabaahi pakki hai Aag tu main paani Jaan ki qurbaani Le le dilbar jaani Tabaahi pakki hai Aag tu main paani Mere mehboob samajhiye zara Mauqe ki nazaakat Mere mehboob samajhiye zara Mauqe ki nazaakat Ke khareedi nahin jaa sakti Haseenon ki ijaazat Ke khareedi nahin jaa sakti Haseenon ki ijaazat Naaz itna .. Meri jaan Naaz itna bhi nahin Khokhle vaadon pe keejiye Aaj ki raat maza husn ka Aankhon se leejiye Aaj ki raat maza husn ka Aankhon se leejiye Jaan ki qurbaani Le le dilbar jaani Tabaahi pakki hai Aag tu main paani Jaan ki qurbaani Le le dilbar jaani Tabaahi pa...

Tumhare Hi Rahenge Hum LyricsVarun Jain

Tumhare Hi Rahenge Hum Lyrics Phir se milne ki jahan pe De gaye thhe tum qasam Dekh lo aa kar wahin pe Aaj bhi baithe huye hai hum Tumhare thhe tumhare hain Tumhare hi rahenge hum Tumhare thhe tumhare hain Tumhare hi rahenge hum Muddatein bhi chand lamhon Jaisi lagti hain sanam Baat hi aisi tumhare Ishq mein kuchh hai mere humdum Tumhare thhe tumhare hain Tumhare hi rahenge hum Tumhare thhe tumhare hain Tumhare hi rahenge hum Vaada tha kab ka ab jaa ke aaye Phir bhi ganeemat aaye toh hai Vaada tha kab ka ab jaa ke aaye Phir bhi ganeemat aaye toh hai Aaiye aaiye shauq se aaiye Aaiye aake iss baar na jaiye Bichhad ke bhi humsafar se Vafa jo kar paye hai Iss aatish ke samandar se Wahi toh guzar paaye hai Nahi mili heer toh kya Rahe usi ke wo phir bhi Tabhi ranjhe wahi sach maayne mein Kehlaaye hai, kehlaaye hai Wahi sachhi mohabbat hai Kabhi hoti nahi jo kam Tumhare thhe tumhare hain Tumhare hi rahenge hum Vaada tha kab ka ab jaa ke aaye Phir bhi ganeemat aaye toh hai Vaada tha kab ka ab ...

Aayi Nai Lyrics in English - Pawan Singh ft Sachin- Jigar

Image
Aayi Nai Lyrics Jhoothi khaayi thi qasam jo Nibhaayi nai Ho jhoothi khayi thi qasam jo  Nibhaayi nahi Jhoothi khayi thi qasam jo  Nibhaayi nahi Kaati raat maine kheton mein Tu aayi nahi Kaati raat maine kheton mein Tu aayi nahi Kaati raat maine kheton mein Tu aayi nahi Le ke aaya bhi main ghar se  Rajaayi nayi x(2) Nahin aayi aayi aayi Tu toh aayi nahi Nahin aayi aayi aayi Tu toh aayi nahi Ho kaati raat maine kheton mein Tu aayi nahi Nikal rahi thi main toh saj ke sanwar ke Toka meri amma ne aankhein badi kar ke Boli mujhe kyon ri kahan chali kalmuhi Kheton mein kunwari chhori jaati nahin yun hi Aise ladke jo kheton mein bulaate hain Aise ladke jo kheton mein bulaate hain Beti bante kabhi bhi vo jamai nahi Kaati raat maine kheton mein Tu aayi nahi x(2) Jaane ye deewana palkein bichhana Aata hai tujhe bas karna bah...

Khoobsurat LyricsVishal Mishra

Khoobsurat Lyrics Jo dekhe ek baar ko Palat ke baar baar woh Khuda jaane kyon tujhe Dekhne lagta hai Sach boloon eemaan se Khabar hai aasmaan se Hairat mein, chaand bhi Tujh ko takta hai  Ki koi itna khoobsurat Koi itna khoobsurat Koi itna khoobsurat Kaise ho sakta hai Koi itna khoobsurat Koi itna khoobsurat Koi itna khoobsurat Kaise ho sakta hai Khoobsurati par teri Khud ko maine qurban kiya Muskura ke dekha tu ne Deevaane par ehsaan kiya Khoobsurati par teri Khud ko maine qurban kiya Muskura ke dekha tu ne Deevaane par ehsaan kiya Dhoop bhi tere roop ke  Sone pe qurban hui hai Teri rangat pe khud Holi ki rut hairaan hui hai Tujhko chalte dekha Tujhko chalte dekha Tab hirnon ne seekha chalna Tujhe hi sunke koyal ko Sur ki pehchaan hui hai Tujh se dil lagaye jo Urdu naa bhi aaye toh Shakhs vo shayari karne lagta hai Ki koi itna khoobsurat Koi itna khoobsurat Koi itna khoobsurat Kaise ho sakta hai Koi itna khoobsurat Koi itna khoobsurat Koi itna khoobsurat Kaise ho sakta hai ...